Success ki 7 highly effective habits jo apko successful bana degi

Apka swagat hai



Kya aap apane life me pareshan ho

Kya apse log dur bhag rahe hai

To darne ki koi jarurat nahi hai

Aap sahi blog pe aye ho

Es blog me apako sare problem ka solution milega

Success ki 7 highly effective habits  jo apko successful bana degi
Success ki 7 highly effective habits  jo apko successful bana degi

Jiha dosto es blog me mai apko batane ja

Raha hu yaise 7 highly effective 

habits
 jisase apaki life better hogi

Aur saflta apko magnet ki taraha chipkegi

To bina time waste kare dekhate hai vistar se

Wah 7 highly effective habits

7 highly effective habits

1 be proactive

To dosto hume jivan me humesha

Proactive rahna chahiye na ki reactive

Proactive jo log hote hai wo kisi

Bhi bat pe react nhi hote

Esiliye koi bhi chij ko silently le



2 begin with the end in mind

Dosto aap kisi ke mot me chale gaye

To aap dekhate hai usme us adami ke

Bare kuch acchi bate aur kuch buri bate

Hoti hai yahi bat aap apke bare me soche agar

Aap usake jagah hote to logo ka kya kahna aap pasand karte

Aur kya aap wo bate kar rahe hai

Agar apko lagta hai ki log kahe ki mai

Ek accha dost tha to kya es time mai accha dost hu

Agar nhi ho to wo action apko lena padega

Jiha dosto yane ki marne se pahle apke

Jo dreame ho jo goal ho wo apko

Abhi se action leke pure karne hoge

Dosto kahi bar hum karna bahut kuch chahte hai

Lekin hum kuch kar nhi pate kyuki humare

Man me kafi dar rahta hai ki wah success nhi hoga

Hum fail ho jayega

Esake karan hum kabhi action lete hi nhi

Lekin dosto apko humesha action lena

Padega chahe wah galat kyu na ho

Kyu ki hum galati se hi sikhate hai

Humne cycle chalane se lekar gadi chalna

Ek din me nhi sikha hum 10 bar

Unsucsees huve lekin humne wah

Kam choda nhi usi prakar apko

Apkr goal ko pakde rah kar sadaiv

Action lena padega

3 put first thing first

Sabse important kam hume sabse

Pahle karna chahiye

Yaisa muskil hai lekin namunkin bhi nhi hai

Hume edhar udhar time waste na karte huve

Important kam karna chahiye

Jaise ki mera ek dost hai use gane ka bahut shouk hai

Lekin lekin wah practice nhi karta mere puchne

Par pata chala ki wah bohut bussy hai usake pass time nhi hai

Lekin wo bahut bar social mediya pe time bitata hai hai

Ha mai yah nhi kahta ki etne se time me wah

Bahut accha kar nhi payega lekin kuch to karega

Jiha dosto kahne ka tatpary yah hi hai ki bahut

Bar hume lagta hai ki hum bussy hai lekin

Hum rahte nhi

Esiliye hume kam ki chije pahle karni chahiye

4 think win win

Dosto hume humesha win win ki

Situation rahna chahiye

Jaise ki meri ek website hai

Aur mere ek dost ki bhi

Dono ke 2000 subscribe hai

Aur mai use apane website par

Guste blogs likhne ke liye apporch karta hu

Jisase mere viwer uske website pe ayenge

Usi prakar mai bhi usake website par

Guest blog likhata hu jisase ki usake bhi

viwer mere website pe ayenge

Naki mai fake id banake usake website

Pe faltu Comment karu esase mera koi fayda nhi hoga

Jiha dosto es habits me bataya gaya hai ki

Hume think win win situation lana chahiye

Jisase dono ka fayda ho

5 seek first to understand then to be understood

Jiha dosto aap sahi samje hum kisi ke

Koi bhi bat puri na jankar age wale ko reply

Dete hai ya age wale ki puri bat sunate hi nhi

Khas kar ke koi bhi relationship me ye jyada paya jata

Hai hum age wale ki puri bat sunte hi nhi

Aur esiliye humare relation ki bonding pakki nhi ho pati



6 synergy

Synergy habits yane koi bhi kam mil ke karna

Jiha dosto koi bhi kam team ke sath kiya jaye

To jaldi pura hota hai jis prakar 2 ped

Ek sath lagaye jaye to jaldi growth karte hai

Compare to single ped se

Usi prakar agar man lo hume aam ke

Ped se aam todne ho aur single single try karenge

To wah hoga nhi aur

Wahi chij ek sath mil kar ek ke uper ek khada hokar

Kare to jaldi ho jayega

7 sharp pen the saw

Es habits me bataya gaya hai ki agar

Hume koi ped ko 1 ghante me katna hai

To adha ghanta hume kulhadi

Ko dhar lagane me deni chahiye

Jiha padh kar apko thoda galat lagega

Lekin dosto dhar dene se ped jaldi katega

Usi prakar apane life me hume age

Badhana hai to action lene se pahle

Apne mind ko dhar dena padega

Yane padhai karani padegi

Tabhi hume success jaldi milga

Yah 7 habits maine 7 highly effective habits es
Kitab se padha hai apko es ke bare me detail

Me padhna ho to aap

Niche diye gaye link se kitab le sakte hai
Aur success pa sakte hai

Esi tarah ke best blogs padhane ke liye hume subscribe kare
Ya chenaksha education facebook page ko like kare





Thank you

Leave a comment