Android Smartphone Ko Kaise Automatic Update Kare Letest Version Me Best Tricks

almost bahut log ke pass hai aur usaki kharedi

bhi roj ke roj badh rahi hai esike sath facebook

jaise whatsapp pe bhi logo ke accounts badhate

ja rahe hai aur bade bade compniyo ne android

smartphone ko basic needs bana diya hai

aur banega bhi kyu nhi bhayi kyuki dher sare kam

humare ek chotese android mobile me easily ho jate hai

aj android mobile ne laptop aur computer ko

piche chod bahut improvising modification kia hai

aur playstoar ke apps ke karan to humne socha nhi

tha yaise features android mobile me kam kar rahe hai

aur naye-naye letest features ke liye divice bhi

letest version me udate rahna jaruri rahta hai


aur muze yad hai mere android mobile ko letest

version me update karna tha usake liye mai ek

service centere me gaya tha

update ke liye pura din chala gaya



aur mai pareshan ho gaya tha uparse paise bhi

aur sath hi time bhi

aur tab muze laga mere jaise kitne friends service

center me dinbhar baithe honge

aur kafi pareshan ho jate honge

aur kahi bar to unhe acche se trit bhi kia nhi jata honga



Android Smartphone Ko Kaise Automatic Update  Kare Letest Version Me Best Tricks
Android Smartphone Ko Kaise Automatic Update  Kare Letest Version Me Best Tricks

aur yah sab problem dekh mai apke liye

es blog me ek yaisi trick laya hu jiska nam hai


android smartphone ko kaise automatic update kare letest version me

jiha dosto yah aap ghar me hi kar sakte hai

aur apane time ki bachat aur pareshaniyo se

bach sakte hai aur sath hi apake paiso ki bhi

puri bachat ho sakti hai

to chaliye bina time waste karte huve sikhate hai..

android smartphone ko kaise automatic update kare letest version me

dosto yah kafi eassy hai sirf apko mere bataye gaye steps

fallow karna hai esiliye steps dhyan se padhe

(note: krupya dhyan de dosto mobile ko kewal wifi se connect

karke hi update kare kyuki ese jyada speed aur data ki jarurat hoti hai

aur sath hi battery 80 percent ke upar hi rakhe nhi ho to

pahle charge kar le)

step 1 apna android smartphone wifi se connect kare


step 2 ab apane device ke setting me jake

about device par click kare




step 3 about device me jane ke bad sabse pahle

1st jo option hoga software update es par tap kare


step 4 software update par click karne ke bad

mobile check karega apake liye new version

available hai ya nhi


step 5 agar apake phone ke liye letest version available hoga

to download ya install option wala
ek popup window khulega aap niche dekh sakte hai



                   Android Smartphone Ko Kaise Automatic Update  Kare Letest Version Me Best Tricks

step 6 popup window me jo download ya install option

dikhega us par click kare apaki updating process chalu ho jayegi



step 7 ab pura update hone tak nahi mobile switch off kare

aur nahi Wi-Fi band kare puri process aram se hone de



lijiye ho gaya apaka android mobile letest version me update congratulation…!!!


hai na kamal ki android smartphone ko kaise automatic update kare letest version me

yah special trick



to dosto haste rahiye aur sikhte rahiye naye-naye special tricks

aur yah sab sikhane ke liye dekhate rahiye chenaksha education website

jo ki apko dewana bana degi




aur naye updates ke liye hume subscribe ya social media pe fallow karna na bhuliye…

thank you..

Leave a comment